Assalamualaikum
Ji mera naam Asif khan hai main Sunni Muslim hu main kafi waqt se depression me tha is waja thi main kisi se baat nahi karta hu kya mujhe date ke liye friend ki zarurat hai shariyat ke hisaab se main usey haath bhi nahi lagauga jisse usse sharminda hona pade .
Kya koi hai Mera akela pan dur krne wala mujhe hasane wala mujhe samjhane wala .
Khuda Hafiz